Dard chhota ho ya bada.Dard ..dard hota hai..??…Puri kayinaat har dau pehlu par khadi hai.sukh or dukh,Achha or Bura,jeevan or maran,Dhram or karam, Labh or hani,khusi or Gham.paap or punay.Such or jhuth.Haar or Jeet. Kam or Jyada .Dharti or Akash, swarg or Narak. Chand or Suraj.Aadi or Anth. Aag or Pani. Devi or Devta Maa or Baap.Aise hi parivaarik har rishta.Har sambandh.Har Bhugolik or Aarthik. Vavyastha. Jeevan ke inhi dau pehluo par tiki huyi hai .Dard bhi kai parkaar se paribhasit hota hai…Garibi ka Dard,insaaniyat ka Dard Rishton ka Dard, Ek dusre ka Dard .Gairon ka Dard . apno ka Dard .jeevo ka Dard .Sukhshmta ka Dard..Saari.rik dard, Haivaniyat ha dard, Ghulami ka Dard.Betiyo ka Dard.Jeihadiyo ka Dard .Dushmani ka Dard.Hakumat ka Dard.Adhikaar ka Dard.Khamoshiyo ka Dard.Bhuday maa..Baap ka Dard Vivadou ka Dard .Barbaadi ka Dard.Burey halaato ka Dard.Manvata ka Dard,Masumiyat ka Dard..Majbooriyo ka Dard .Shanshakti ka Dard.Tanhaiyo ka Dard. Parchhaiyo ka Dard.In Dard ki Gharaiyo ka Dard..Such mei iss Dard ko koi kis tarah se bayaa kare..Ye. Andho..Behro ki duniya hai..janab..Yaha har dard ka tamasha badey..Hisaab se dekha jata hai ???????????????
0 Followers
0 Following